Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all 5023 articles
Browse latest View live

Dil Hi Nahin To Dil Ke

0
0

Dil hi nahin to dil ke saharo ko kya karun
Dil hi nahin to dil ke saharo ko kya karun
Jab paas tu nahi to baharo ko kyaa karun
Dil hi nahin to dil ke saharo ko kya karun

Jalwo se jiske chaand sitaro mein thi jeeya
Jalwo se jiske chaand sitaro mein thi jeeya
Ab woh haseen nahi to sitaro ko kya karun
Jab paas tu nahi to baharo ko kyaa karun
Dil hi nahin to dil ke saharo ko kya karun

Tasveer aur tasvvure jaana ye sab fareb
Tasveer aur tasvvure jaana ye sab fareb
Main unse door bunate nazaron ko kya karun
Jab paas tu nahi to baharo ko kyaa karun
Dil hi nahin to dil ke saharo ko kya karun

Woh jannate mina hain woh phir udaas e rang hun
Woh jannate mina hain woh phir udaas e rang hun
Ghuzari huyi haseen baharo ko kya karun
Jab paas tu nahi to baharo ko kyaa karun
Dil hi nahin to dil ke saharo ko kya karun

Khwabo se noor chhin liya e khayaal yaar
Khwabo se noor chhin liya e khayaal yaar
Tere bagair tere isharo ko kyaa karun
Jab paas tu nahi to baharo ko kyaa karun
Dil hi nahin to dil ke saharo ko kya karun.

The post Dil Hi Nahin To Dil Ke appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Fursat Hai Kisko Rone Ki

0
0

Fursat hai kisko rone ki dore bahar mein
Fursat hai kisko rone ki dore bahar mein
Moti piro raha hoon garebaan ke taar mein
Fursat hai kisko rone ki dore bahar mein

Kaliyan bhi muskurati hai khilate hai phool bhi
Kaliyan bhi muskurati hai khilate hai phool bhi
Bas aapki kami hain chaman ki bahar mein
Moti piro raha hoon garebaan ke taar mein
Fursat hai kisko rone ki dore bahar mein

Kis kis ka khoon hone pe roya kare koi
Kis kis ka khoon hone pe roya kare koi
Hain lakho hasrate dile umeed vaar mein
Moti piro raha hoon garebaan ke taar mein
Fursat hai kisko rone ki dore bahar mein

Palko pe aa chuki hain lahoon ki har ek boond
Palko pe aa chuki hain lahoon ki har ek boond
Baaki hi kyaa raha hain dile shogvaar mein
Moti piro raha hoon garebaan ke taar mein
Fursat hai kisko rone ki dore bahar mein

Ye ehale dil chasmein basir rat se dekhana
Ye ehale dil chasmein basir rat se dekhana
Maahir ke dil ka khoon hain har lalazar mein
Moti piro raha hoon garebaan ke taar mein
Fursat hai kisko rone ki dore bahar mein.

The post Fursat Hai Kisko Rone Ki appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Mil Bhi Jaate Hain

0
0

Mil bhi jate hain to katrake nikal jate hain
Mil bhi jate hain to katrake nikal jate hain
Haay mosam ki tarah dost badal jaate hain
Mil bhi jate hain to katrake nikal jate hain

Hum abhi tak hain giraftaare muhabbat yaaro
Hum abhi tak hain giraftaare muhabbat yaaro
Thokare khaa ke suna tha ke sambhal jaate hain
Haay mosam ki tarah dost badal jaate hain
Mil bhi jate hain to katrake nikal jate hain

Woh kabhi apni jhaffa par na huaa sarminda
Woh kabhi apni jhaffa par na huaa sarminda
Hum samjhte rahe patthar bhi pigal jaate hain
Haay mosam ki tarah dost badal jaate hain
Mil bhi jate hain to katrake nikal jate hain

Umra bhar jinki waffao pe bharosa kije
Umra bhar jinki waffao pe bharosa kije
Waqt padne pe wahin log badal jaate hain
Haay mosam ki tarah dost badal jaate hain
Mil bhi jate hain to katrake nikal jate hain

Iss tarah full pe ye aalam ke har ek mehfil se
Iss tarah full pe ye aalam ke har ek mehfil se
Woh bhi gaate huye waahid ki ghazal jaate hain
Haay mosam ki tarah dost badal jaate hain
Mil bhi jate hain to katrake nikal jate hain.

The post Mil Bhi Jaate Hain appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Main Yunhi Guzar Deta

0
0

Main yun hi guzar deta,
Shab-e-gham sambhal sambhal ke
Main yun hi guzar deta,
Shab-e-gham sambhal sambhal ke
Tumhein kya mila, bata do,
Meri zindagi badal ke?
Main yun hi guzar deta,
Shab-e-gham sambhal sambhal ke

Bade bewafa hain aansoo,
Sar-e-bazm aaj chalke
Bade bewafa hain aansoo,
Sar-e-bazm aaj chalke
Meri arzoo ko loota,
Meri chashm-e-nam mein pal ke
Main yun hi guzar deta,
Shab-e-gham sambhal sambhal ke

Kisi be-sahaara dil ko na satao is tarah se
Kisi be-sahaara dil ko na satao is tarah se
Kehin aaha kar na baithe
Koi bad-naseeb jal ke
Main yun hi guzar deta,
Shab-e-gham sambhal sambhal ke

Main isi liye keencha hoon
ke unhein bhi aaye gussa
Main isi liye keencha hoon
Ke unhein bhi aaye gussa
Woh ulat de kaash pardah
Meri be-rukhi pe jal ke
Main yun hi guzar deta,
Shab-e-gham sambhal sambhal ke
Tumhein kya mila, bata do,
Meri zindagi badal ke
Main yun hi guzar deta,
Shab-e-gham sambhal sambhal ke
Sambhal sambhal ke
Sambhal sambhal ke….

The post Main Yunhi Guzar Deta appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Abhi Kal Ki Baat Hain

0
0

Ghulshan alanan aazad
Abhi kal ki baat hain
Har ghul pe thaa nikhaar
Abhi kal ki baat hain
Ghulshan alanan aazad

Ab to ghume hayaat bhi
Deta nahi qaraar
Ab to ghume hayaat bhi
Deta nahi qaraar
Thaa haasile qaraar
Abhi kal ki baat hain
Har ghul pe thaa nikhaar
Abhi kal ki baat hain
Ghulshan alanan aazad

Aankhon mein jinki aaj
Khatakne laga hoon main
Aankhon mein jinki aaj
Khatakne laga hoon main
Unko thaa mujhse pyaar
Abhi kal ki baat hain
Har ghul pe thaa nikhaar
Abhi kal ki baat hain
Ghulshan alanan aazad

Charon taraf udaasiya
Bikhari huyi hain aaja
Charon taraf udaasiya
Bikhari huyi hain aaja
Mosam ka kuchh dabaav
Ab bhi kal ki baat hain
Har ghul pe thaa nikhaar
Abhi kal ki baat hain
Ghulshan alanan aazad

Kaanto ko bhi gurez hain
Mujhse ye kyaa huaa
Kaanto ko bhi gurez hain
Mujhse ye kyaa huaa
Humdard ki dawa
Abhi kal ki baat hain
Har ghul pe thaa nikhaar
Abhi kal ki baat hain
Ghulshan alanan aazad.

The post Abhi Kal Ki Baat Hain appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Jinki Yaadein Hain

0
0

Jinki yaadein hain abhi dil mein nishani ki tarah
Woh humen bhul gaye ek kahani ki tarah
Jinki yaadein hain

Dosto dhundh ke hum saa koi pyasa lao
Dosto dhundh ke hum saa koi pyasa lao
Ghum ke aansu bhi jo peete hain to paani ki tarah
Jinki yaadein hain

Ghum ko sheene mein chhupaye hue rakhana yaaro
Ghum ko sheene mein chhupaye hue rakhana yaaro
Ghum mehekte hain bahot raat ki raani ki tarah
Jinki yaadein hain

Tum hamare the tumhein yaad nahi hain shayad
Tum hamare the tumhein yaad nahi hain shayad
Din guzarte hain baraste hue paani ki tarah
Jinki yaadein hain

Aaj jo log tere ghum pe hase hain waali
Aaj jo log tere ghum pe hase hain waali
Kal tujhe yaad karenge wahin paani ki tarah
Jinki yaadein hain abhi dil mein nishani ki tarah
Woh humen bhul gaye ek kahani ki tarah
Jinki yaadein hain.

The post Jinki Yaadein Hain appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Mujhe Log Kya Kahenge

0
0

Na mila tera patta to mujhe log kya kahenge
Na mila tera patta to mujhe log kya kahenge
Yun hi darbadar raha to mujhe log kya kahenge

Tujhe zindagi kaha hain tu hain zindagi ka hasil
Tujhe zindagi kaha hain tu hain zindagi ka hasil
Tujhe bewafa kaha to mujhe log kya kahenge
Yun hi darbadar raha to mujhe log kya kahenge

Mere dil mein zapte ghum ka jo charag jal raha hain
Mere dil mein zapte ghum ka jo charag jal raha hain
Woh charag bujh gaya to mujhe log kya kahenge
Yun hi darbadar raha to mujhe log kya kahenge

Ye jahan na jaane kya kya mujhe keh raha hai lekin
Ye jahan na jaane kya kya mujhe keh raha hai lekin
Kabhi tumne kuchh kaha to mujhe log kya kahenge
Yun hi darbadar raha to mujhe log kya kahenge

Main chala to hoon suna ne use datan wafa ki
Main chala to hoon suna ne use datan wafa ki
Koi hadsa huaa to mujhe log kya kahenge
Yun hi darbadar raha to mujhe log kya kahenge.

The post Mujhe Log Kya Kahenge appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Aakhri Baar Tere Pyaar Ki

0
0

Aakhri baar tere pyaar ki kaliyan chun loon
Loat kar phir tere ghulshan mein nahi aaunga
Apni barbaad mohabbat ka janaza lekar
Teri duniya se bahot door chala jaaunga

Dil ko samja loon jise pyaar kiya tha tune
Woh to ek khwaab tha jis khwaab ki tabir na ki
Tu samajta tha jise apna muqaddar nadana
Woh kisi gair ki thi woh teri taqdeer na thi
Apni palko mein saja rakha tha jin khwabo ko
Apne hatho se unhe khud hi mitta jaaunga
Apni barbaad mohabbat ka janaza lekar
Teri duniya se bahot door chala jaaunga

Aaj maloom huaa pyaar ki kimat kya hain
Itani daulat e meri jaan kahan se laata
Mere dil mein tujhe pane ki kasam khayi thi
Par tujhe pane ka vardan kahan se lata
Muflaisi pyaar ke dushman the aur kuchh bhi nahi
Raaz ki baat ye taaro ko bata jaaunga
Apni barbaad mohabbat ka janaza lekar
Teri duniya se bahot door chala jaaunga
Chala jaaunga…chala jaaunga…
Chala jaaunga…chala jaaunga…

The post Aakhri Baar Tere Pyaar Ki appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Dil Lagana Dil Jalana

0
0

Dil lagana dil jalana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi
Hain yahin apna fasana zindagi
Hain yahin apna fasana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi

Dariya dariya peeke duniya ke seetam
Dariya dariya peeke duniya ke seetam
Dariya dariya peeke duniya ke seetam
Aansu aansu mushkurana zindagi
Aansu aansu mushkurana zindagi
Hain yahin apna fasana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi

Aaj mujhko mujhse milane de zara
Aaj mujhko mujhse milane de zara
Aaj mujhko mujhse milane de zara
Tu kabhi fursat se aana zindagi
Tu kabhi fursat se aana zindagi
Hain yahin apna fasana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi

Maine bhi haari hain baazi pyar ki
Maine bhi haari hain baazi pyar ki
Maine bhi haari hain baazi pyar ki
Tu mujhe bhi aajmana zindagi
Tu mujhe bhi aajmana zindagi
Hain yahin apna fasana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi

Bojh jo dil ka saath ho usko sabhi
Bojh jo dil ka saath ho usko sabhi
Bojh jo dil ka saath ho usko sabhi
Log kehate hain deewana zindagi
Log kehate hain deewana zindagi
Hain yahin apna fasana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi

Main to hoon raahi safar hi kaam hain
Main to hoon raahi safar hi kaam hain
Main to hoon raahi safar hi kaam hain
Kyaa mera puchhe thikana zindagi
Kyaa mera puchhe thikana zindagi
Hain yahin apna fasana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi
Dil lagana dil jalana zindagi.

The post Dil Lagana Dil Jalana appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Mohabbat Ek Haqeeqat Hain

0
0

Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota

Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Wahan kaawa nahi hota
Ke kuchh khana nahi hota
Wahan kaawa nahi hota
Ke kuchh khana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota

Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahi hota
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota

Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahi hota
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota

Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Jahan saqi nahi hota
Woh maikhana nahi hota
Jahan saqi nahi hota
Woh maikhana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota

Mohabbat ki parshtish ke liye
Ek raat kaafi hain
Mohabbat ki parshtish ke liye
Ek raat kaafi hain
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahi hota
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota

Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahi hota
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahi hota
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota.

The post Mohabbat Ek Haqeeqat Hain appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Kuchh Aur To Khuda Se

0
0

Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum
Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum
Tumse juda na ho ye duaan mangate hain hum
Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum
Tumse juda na ho ye duaan mangate hain hum
Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum

Iss mein bhala jahan se darne ki baat kyaa
Iss mein bhala jahan se darne ki baat kyaa
Hum har jagah kahenge tumhen chahate hain hum
Hum har jagah kahenge tumhen chahate hain hum
Tumse juda na ho ye duaan mangate hain hum
Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum

Lagta hain ye ke jheel ki gehraai kuchh nahi
Lagta hain ye ke jheel ki gehraai kuchh nahi
Unki haseen aankhon mein jab jhankhate hain hum
Unki haseen aankhon mein jab jhankhate hain hum
Tumse juda na ho ye duaan mangate hain hum
Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum

Mange agar woh jaan bhi hazir hain dosto
Mange agar woh jaan bhi hazir hain dosto
Unki koi bhi baat kahan talate hain hum
Unki koi bhi baat kahan talate hain hum
Tumse juda na ho ye duaan mangate hain hum
Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum

Wada hain uska raat mein aane ka ye muraad
Wada hain uska raat mein aane ka ye muraad
Har raat iss khayal se ab jagate hain hum
Har raat iss khayal se ab jagate hain hum
Tumse juda na ho ye duaan mangate hain hum
Kuchh aur to khuda se nahi chahate hain hum.

The post Kuchh Aur To Khuda Se appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Apne Hathon Se Yoon Chehre

0
0

Apne hathon se yoon chehre ko chupate kyun ho
Apne hathon se yoon chehre ko chupate kyun ho
Mujhse sharmate hoto samane aate kyun ho
Mujhse sharmate hoto samane aate kyun ho
Apne hathon se yoon chehre ko chupate kyun ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraare wafa
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraare wafa
Pyaar karte ho to phir pyar chhupate kyun ho
Pyaar karte ho to phir pyar chhupate kyun ho
Mujhse sharmate hoto samane aate kyun ho
Apne hathon se yoon chehre ko chupate kyun ho

Ashq aankhon ne meri dekh ke rote kyun ho
Ashq aankhon ne meri dekh ke rote kyun ho
Dil bhar aata hain to phir dil ko dukhate kyun ho
Dil bhar aata hain to phir dil ko dukhate kyun ho
Mujhse sharmate hoto samane aate kyun ho
Apne hathon se yoon chehre ko chupate kyun ho

Inse wabasta hain jab mera muqaddar phir tum
Inse wabasta hain jab mera muqaddar phir tum
Mere shano se ye zulf apni hatate kyun ho
Mere shano se ye zulf apni hatate kyun ho
Mujhse sharmate hoto samane aate kyun ho
Apne hathon se yoon chehre ko chupate kyun ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kehate kyun ho
Roz mar mar ke mujhe jeene ko kehate kyun ho
Milane aate ho to phir loatke jaate kyun ho
Milane aate ho to phir loatke jaate kyun ho
Mujhse sharmate hoto samane aate kyun ho
Apne hathon se yoon chehre ko chupate kyun ho
Chupate kyun ho..chupate kyun ho…

The post Apne Hathon Se Yoon Chehre appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Badnaam Mere Pyaar

0
0

Chasmein purnam kharid sakta hoon
Chasmein purnam kharid sakta hoon
Zulfe barham kharid sakta hoon
Tu agar apna bana le mujhko
Tera har gham kharid sakta hoon

Badnaam mere pyaar ka
Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai
Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai
Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai
Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda
Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda
Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda
Bedard ne toda..bedard bedard ne toda
Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda
Apna thaa tabhi to koi begana huaa hain
Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Mausam ne banaya hain nigaho ko sharabi
Mausam ne banaya hain…
Mausam ne banaya hain nigaho ko sharabi
Jis phool ko dekhun wahin paimana hua hain
Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din
Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din
Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din
Dil aapke hote huye
Dil aapke hote huye virana huaa hain
Dil aapke hote huye virana huaa hain
Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai
Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain
Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain.

The post Badnaam Mere Pyaar appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Rangat Teri Zulfo Ki

0
0

Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai
Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai
Khusboo tere aanchal se hawao ne udai
Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai

Paimane ka dil tut na jaaye to kahun main
Paimane ka dil tut na jaaye to kahun main
Hain cheez ghazab ki jo nigahone peelai
Hain cheez ghazab ki jo nigahone peelai
Khusboo tere aanchal se hawao ne udai
Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai

Kaidi teri zulfon ka hain aazad jahan se
Kaidi teri zulfon ka hain aazad jahan se
Mujhko ye rihaai to sadaao ne dilaai
Mujhko ye rihaai to sadaao ne dilaai
Khusboo tere aanchal se hawao ne udai
Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai

Maana ke baharon ne hilaaya hai ghulo ko
Maana ke baharon ne hilaaya hai ghulo ko
Ulfat ki kali dil mein wafao ne khilai
Ulfat ki kali dil mein wafao ne khilai
Khusboo tere aanchal se hawao ne udai
Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai

Tham tham ke barasna kabhi
Jham jham ke barasna
Tham tham ke barasna kabhi
Jham jham ke barasna
Saawan ko adda ye mere ashqo ne sikhai
Saawan ko adda ye mere ashqo ne sikhai
Khusboo tere aanchal se hawao ne udai
Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai

Manzil pe pohachakar nasim ehsaas hua hain
Manzil pe pohachakar nasim ehsaas hua hain
Jis raah se pohchaa woh khatao ne dikhai
Jis raah se pohchaa woh khatao ne dikhai
Khusboo tere aanchal se hawao ne udai
Rangat teri zulfon ki ghatao ne churai
Ghatao ne churai..ghatao ne churai..

The post Rangat Teri Zulfo Ki appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Kya Kaam Surahi Se

0
0

Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena
Wo aankha salamat hain maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena
Wo aankha salamat hain maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena

Mujhko to tere darr par sar apna jukana hain
Mujhko to tere darr par sar apna jukana hain
Mujhko to tere darr par sar apna jukana hain
Masjid se garaz kyaa hain dudkhano se kyaa lena
Wo aankha salamat hain maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena

Marzi hain patango ki aaye ke nahi aaye
Marzi hain patango ki aaye ke nahi aaye
Marzi hain patango ki aaye ke nahi aaye
Samma ko to jalna hain parwano se kya lena
Wo aankha salamat hain maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena

Milate hi nazar unse armaan machalte hain
Milate hi nazar unse armaan machalte hain
Milate hi nazar unse armaan machalte hain
Par unko mere dil ke armaano se kyaa lena
Wo aankha salamat hain maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena

Deewana muraad usne khud humko banaya hain
Deewana muraad usne khud humko banaya hain
Deewana muraad usne khud humko banaya hain
Ab khud hi woh kehta hain deewano se kyaa lena
Wo aankha salamat hain maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena
Wo aankha salamat hain maikhano se kya lena
Kya kaam surahi se paimaano se kyaa lena.

The post Kya Kaam Surahi Se appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Ghazal Mein Doobna

0
0

Ghazal mein doobna geharaiya sikha dengi
Ghazal mein doobna geharaiya sikha dengi
Tumhari shokh si angdaiyan sikha dengi
Ghazal mein doobna geharaiya sikha dengi

Bhuladi tumne meri chahate mubarak ho
Bhuladi tumne meri chahate mubarak ho
Bhuladi tumne meri chahate mubarak ho
Ye fan mujhe meri tanhaiyan sikha dengi
Ye fan mujhe meri tanhaiyan sikha dengi
Tumhari shokh si angdaiyan sikha dengi
Ghazal mein doobna geharaiya sikha dengi

Abhi main samja nahi hoon salika shohrat ka
Abhi main samja nahi hoon salika shohrat ka
Abhi main samja nahi hoon salika shohrat ka
Kadam kadam meri rushwaiyan sikha dengi
Kadam kadam meri rushwaiyan sikha dengi
Tumhari shokh si angdaiyan sikha dengi
Ghazal mein doobna geharaiya sikha dengi

Tamaam rishto ka anjaam ek saa kyun hain
Tamaam rishto ka anjaam ek saa kyun hain
Tamaam rishto ka anjaam ek saa kyun hain
Taalukat ki sachchaiyan sikha dengi
Taalukat ki sachchaiyan sikha dengi
Tumhari shokh si angdaiyan sikha dengi
Ghazal mein doobna geharaiya sikha dengi

Tadap ke jeene ki tehzib dard mando ko
Tadap ke jeene ki tehzib dard mando ko
Tadap ke jeene ki tehzib dard mando ko
Humare gaaon ki purwaiyan sikha dengi
Humare gaaon ki purwaiyan sikha dengi
Tumhari shokh si angdaiyan sikha dengi
Ghazal mein doobna geharaiya sikha dengi.

The post Ghazal Mein Doobna appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Har Shamma Bujhi Rafta Rafta

0
0

Har shamma bujhi rafta rafta
Har khwaab luta dheerey dheerey
Sheesha na sahi pathar bhi na tha
Dil toot gaya dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta

Barson mein maraasim bantey hain
Lamhon mein bhala kya tootenge
Barson mein maraasim bantey hain
Lamhon mein bhala kya tootenge
Tu mujh se bicharrna chaahey to
Deewaar uttha dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta
Har khwaab luta dheerey dheerey
Sheesha na sahi pathar bhi na tha
Dil toot gaya dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta

Ehsaas huwa barbaadi ka
Jab saarey ghar mein dhool uddi
Ehsaas huwa barbaadi ka
Jab saarey ghar mein dhool uddi
Aayi hai humarey aangan mein
Pat-jharr ki hawa dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta
Har khwaab luta dheerey dheerey
Sheesha na sahi pathar bhi na tha
Dil toot gaya dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta

Dil kaisey jala kis waqt jala
Ham ko bhi pata aakhir mein chala
Dil kaisey jala kis waqt jala
Ham ko bhi pata aakhir mein chala
Phaila hai dhuwaan chupkey chupkey
Sulgi hai chitaa dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta
Har khwaab luta dheerey dheerey
Sheesha na sahi pathar bhi na tha
Dil toot gaya dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta

Woh haath paraaye ho bhi gaye
Abb door ka rishta hai qaiser
Woh haath paraaye ho bhi gaye
Abb door ka rishta hai qaiser
Aati hai meri tanhaai mein
Khushboo-e-hina dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta
Har khwaab luta dheerey dheerey
Sheesha na sahi pathar bhi na tha
Dil toot gaya dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta
Har khwaab luta dheerey dheerey
Sheesha na sahi pathar bhi na tha
Dil toot gaya dheerey dheerey
Har shamma bujhi rafta rafta
Rafta rafta rafta rafta rafta rafta.

The post Har Shamma Bujhi Rafta Rafta appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Waqt Kyon Zaya Karun

0
0

Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Bharde neeyat mujhe
Tu itani peela de saaqi
Bharde neeyat mujhe
Tu itani peela de saaqi
Na kami aayegi koi
Tere khajane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Dekha kar mast nigahon ko
Na peeja ni peela
Dekha kar mast nigahon ko
Na peeja ni peela
Chhodiye rakha hain kyaa
Jaam ke takrane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Baad peene ke
Jo madosh huaa to jaana
Baad peene ke
Jo madosh huaa to jaana
Usne jaaka thaa
Bade pyaar se paimane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein

Unki nazron se mili nazar
To mehsoos kiya
Unki nazron se mili nazar
To mehsoos kiya
Umra jaa jaake gawaai
Yunhi maikhane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Waqt kyon zaya karoon
Roz aane jaane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein
Sochata hoon ke main
Rehloon sharab khane mein.

The post Waqt Kyon Zaya Karun appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Hujoome Ghum Mein Mere Saath

0
0

Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo
Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo
Kadam kadam pe hain mushkil sambhal sako to chalo
Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo

Hamare bich hain rashmo rivaaz ki deewar
Hamare bich hain rashmo rivaaz ki deewar
Tum usko tod ke aage nikal sako to chalo
Tum usko tod ke aage nikal sako to chalo
Kadam kadam pe hain mushkil sambhal sako to chalo
Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo

Ye raahe ishq nahi aag ka samandar hain
Ye raahe ishq nahi aag ka samandar hain
Lapakti mojo mein agar tum sambhal sako to chalo
Lapakti mojo mein agar tum sambhal sako to chalo
Kadam kadam pe hain mushkil sambhal sako to chalo
Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo

Tumhari kashti ye ulfat hain ghum ke tuffan mein
Tumhari kashti ye ulfat hain ghum ke tuffan mein
Meri tarah rukhe tuffan badal sako to chalo
Meri tarah rukhe tuffan badal sako to chalo
Kadam kadam pe hain mushkil sambhal sako to chalo
Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo

Shabaab husn mein umre rava tumhari hain
Shabaab husn mein umre rava tumhari hain
Ye kashmakash ka hain aalam sambhal sako to chalo
Ye kashmakash ka hain aalam sambhal sako to chalo
Kadam kadam pe hain mushkil sambhal sako to chalo
Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo
Hujoome ghum mein mere saath chal sako to chalo.

The post Hujoome Ghum Mein Mere Saath appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Dard Dilo Ke

0
0

Dard dilon ke kam ho jaate
Main aur tum agar hum ho jaate
Main aur tum agar hum ho jaate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate

Dard dilo ke kam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate

Tere bina na aaye sukoon
Naa aaye qaraar mujhe
Door wo saare bharam ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate
Main aur tum gar hum ho jaate.

The post Dard Dilo Ke appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Viewing all 5023 articles
Browse latest View live




Latest Images