Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Bedaag Tere Daman

$
0
0

Bedaag tere daman pe
Bedaag tere daman pe daag laga dun to
Bedaag tere daman pe daag laga dun to
Aye husn tere seene mein aag laga dun to
Aye husn tere seene mein aag laga dun to
Bura to nahi maanegi bol meri jaana
Bura to nahi maanegi bol meri jaana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Zara aankh utha zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha

Jo khoaf se jyada ho uss but ka baya kya ho
Jo khoaf se jyada ho uss but ka baya kya ho
Khanjar ka baya ho par kaatil ka baya kya ho
Khanjar ka baya ho par kaatil ka baya kya ho
Ek zulm hoto kehade zaalim ka baya kya ho
Ek zulm hoto kehade zaalim ka baya kya ho
Har dard bata de par is gham ka baya kya ho
Har dard bata de par is gham ka baya kya ho
Is gham ka baya kya ho
Is gham ka baya kya ho

Haan in reshami zulfon ko
In reshami zulfon ko main hath laga dunto
In reshami zulfon ko main hath laga dunto
Bahon mein tujhe bhar ke deewana bana dun to
Bahon mein tujhe bhar ke deewana bana dun to
Ae bura to nahi manegi bol meri jaana
Bura to nahi manegi bol meri jaana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Zara aankh utha zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha

Jalwe jo tere dekhe to hosh gaye apne
Jalwe jo tere dekhe to hosh gaye apne
Din ko khayaal tera raato ko tere sapne
Din ko khayaal tera raato ko tere sapne
Aye aag ishq ki aur aashiq lage hai tapne
Aye aag ishq ki aur aashiq lage hai tapne
Jogi bane hai teri mala lage hain japne
Jogi bane hai teri mala lage hain japne
Mala lage hain japne mala lage hain japne

Haan..is aatishi ulfato ko
Is aatishi ulfato ko tere dil mein jaga dun to
Is aatishi ulfato ko tere dil mein jaga dun to
Deewangi se apni tere hosh uda dun to
Deewangi se apni tere hosh uda dun to
Ae bura to nahi manegi bol meri jaana
Bura to nahi manegi bol meri jaana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Zara aankh utha zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha

Kasam khuda ki tujhe dekhate hi dam nikale
Kasam khuda ki tujhe dekhate hi dam nikale
Aa tu mere seene se lag jaaye to ye gham nikale
Tu mere seene se lag jaaye to ye gham nikale
Aa bhare junoon mein deewane banke hum nikale
Bhare junoon mein deewane banke hum nikale
Jo tujhe chhod de to aashiqi mein kam nikale
Jo tujhe chhod de to aashiqi mein kam nikale
Tu mere dard ko mutthi mein daba le yaara
Tu mere dard ko mutthi mein daba le yaara
Dhadakte dil ko tu dil se laga le yaara
Dhadakte dil ko tu dil se laga le yaara
Jo aag mujh mein hain khud mein bhi jaga le yaara
Jo aag mujh mein hain khud mein bhi jaga le yaara
Shamma ulfat ki zindagi mein jala le yaara
Shamma ulfat ki zindagi mein jala le yaara
Aaha jala le yaara o ho jala le yaara

Haan..main tere iraadon ko
Main tere iraadon ko bekhof bana dun to
Main tere iraadon ko bekhof bana dun to
Tu khud hi panaah mage koi aisi saza dun to
Tu khud hi panaah mage koi aisi saza dun to
Ae bura to nahi manegi bol meri jaana
Bura to nahi manegi bol meri jaana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Ye jaam jawani ka aur husn ka maikhana
Zara aankh utha zara aankh utha
Itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha itana nasha kiske liye hai
Zara aankh utha.

The post Bedaag Tere Daman appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles