Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Fariyaad Na Kar

$
0
0

Fariyaad na kar aansu na baha
Fariyaad na kar aansu na baha
Itni badi dunia me teri kaun sunega
Itni badi dunia me teri kaun sunega
Kaun sunega kaun sunega
Fariyaad na kar aansu na baha
Fariyaad na kar aansu na baha

Kismat ne tere sine pe
Jo teer hain mara
Teer hain mara
Kismat ne tere sine pe
Jo teer hai mara
Sindur mitaya tera ghar bar ujada
Sindur mitaya tera ghar bar ujada
Chin ke tujhse tere jiwan ka sahara
Chin ke tujhse tere jiwan ka sahara
Do pal ki suhagan tujhe kahte hai vidhwa
Kahte hai vidhwa
Do pal ki suhagan tujhe kahte hai vidhwa
Kahte hai vidhwa
Fariyaad na kar aansu na baha
Fariyaad na kar aansu na baha

Kato bhara rashta tere
Jiwan ka saheli
Kato bhara rashta tere
Jiwan ka saheli
Jina hi padega tujhe
Dunia me akeli
Jina hi padega tujhe
Dunia me akeli
Bigdi hui takdir pe ab rona ye kaisa
Bigdi hui takdir pe ab rona ye kaisa
Bedard zamana teri halat pe hasega
Halat pe hasega
Bedard zamana teri halat pe hasega
Halat pe hasega
Fariyaad na kar aansu na baha
Fariyaad na kar aansu na baha.

The post Fariyaad Na Kar appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles