Nazar nichi kiye hum
Aa rahe hain aa rahe hain
Nazar nichi kiye hum
Aa rahe hain aa rahe hain
Hamari rah mein aankhe bichhao
Hamari rah mein aankhe bichhao
Nazar nichi kiye hum aa rahe hainHum apni bhul par sharma rahe hain
Hum apni bhul par sharma rahe hain
Hamari bhul ab tum bhul jaao bhul jaaoIdhar bechain ek dil hain udhar tum
Idhar aankho ki mushkil hain udhar tum
Idhar bechain ek dil hain udhar tum
Idhar aankho ki mushkil hain udhar tum
Ye aankhe kah rahi hain muh chhupao
Ye aankhe kah rahi hain muh chhupao
Magar dil kah raha aankhe milao
Magar dil kah raha aankhe milao
Hamari bhul ab tum bhul jaao
Hamari bhul ab tum bhul jaao
Bhul jaao.Jawani kah rahi hai ruth jao
Mohabbat kah rahi hai muskurao
Jawani kah rahi aachal chudao
Mohabbat kah rahi baho me aao
Hamari bhul ab tum bhul jaao
Hamari bhul ab tum bhul jaao
Bhul jaao.
The post Nazar Nichi Kiye appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.