Mohabbat ki baaten wafa ka fasana
Mohabbat ki baaten wafa ka fasana
Sunaya nighane badalte badalte
Hua dil pe jaadu kadam dagmgaye
Ude hosh unke sambhlte sambhlte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasanaKiya manzilon ka safar dheere dheere
Hua unke dil pe asar dheere dheere
Kiya manzilon ka safar dheere dheere
Hua unke dil pe asar dheere dheere
Na hota dum har mein apna koi bhi
Na hota dum har mein apna koi bhi
Pighalata hain pattahar pighlte pighlte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasanaNa kasme nibhayi na rasmey nibhayi
Qayamat ki chale hi chalke dikhayi
Na kasme nibhayi na rasmey nibhayi
Qayamat ki chale hi chalke dikhayi
Magar rang laayi humari wafa bhi
Magar rang laayi humari wafa bhi
Wo pehlu mein aye machalte machalte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasanaKoi dard uthta raha hain hamesha
Yahan chian lutata raha hain hamesha
Koi dard uthta raha hain hamesha
Yahan chian lutata raha hain hamesha
Machalt raha hain yeh dil ka musafir
Machalt raha hain yeh dil ka musafir
Gulo ki ada se behalte behalte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasana
Mohabbat ki baaten wafa ka fasana
Sunaya nighane badalte badalte
Hua dil pe jaadu kadam dagmgaye
Ude hosh unke sambhlte sambhlte
Mohabbat ki baaten wafa ka fasana.
The post Mohabbat Ki Baaten appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.