Sajan yeh khoya khoya man
Sajan yeh khoya khoya man
Kitna tanha tanha
Mujhe dhundhe hain kahan tu bata
Sajan yeh khoya khoya man
Kitna tanha tanha
Mujhe dhundhe hain kahan tu bata
Sajan yeh khoya khoya manBarso rakha tha jisko sajake
Shisha woh tut gaya
Barso rakha tha jisko sajake
Shisha woh tut gaya
Jisko humne apna samja
Aaj woh ruth gaya
Aaj woh ruth gaya
Oo sajan yeh khoya khoya manChhaon ka sapna dhoop mein tuta
Dhoop mein chhaon mili
Chhaon ka sapna dhoop mein tuta
Dhoop mein chhaon mili
Kali na mehki ghulshan mein jo
Patjhad mein woh khili
Patjhad mein woh khili
Oo sajan yeh khoya khoya manDard ki aahat sunte sunte
Dard hi bhul gaye
Dard ki aahat sunte sunte
Dard hi bhul gaye
Sapne hazaaron aansu banke
Palkon pe jhul gaye
Palkon pe jhul gaye
Oo sajan yeh khoya khoya man
Kitna tanha tanha
Mujhe dhundhe hain kahan tu bata
Oo sajan yeh khoya khoya man.
The post Sajan Yeh Khoya Khoya Man appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.