Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Moonh Ki Baat

$
0
0

Dil ke dard ko jaane kon moonh ki baat sune har koi
Dil ke dard ko jaane kon moonh ki baat sune har koi
Dil ke dard ko jaane kon aawzon ke baazaron mein
Khamoshi khamoshi pehchaane kon
Moonh ki baat sune har koi
Dil ke dard ko jaane kon moonh ki baat..

Sadiyon sadiyon wo hi tamaasha
Rasta rasta rang bekhoj
Sadiyon sadiyon wo hi tamaasha
Rasta rasta rang bekhoj
Lekin jab hum mil jaate hain
Kho jaata hain kho jaata hain jaane kon
Moonh ki baat sune har koi
Dil ke dard ko jaane kon moonh ki baat..

Jaane kya kya bol raha tha
Jaane kya kya bol raha tha
Sarhad pyaar ki paake khoyi
Kal meri neendo mein chhupkar jaag raha tha
Kal meri neendo mein chhupkar
Jaag raha tha jaane kon
Moonh ki baat sune har koi
Dil ke dard ko jaane kon moonh ki baat..

Main uski parchhayi hun ya wo mera aaina hain
Main uski parchhayi hun ya wo mera aaina hain
Meri hi ghar mein rehta hain
Mujh jaisa hi mujh jaisa hi jaanega
Moonh ki baat sune har koi
Dil ke dard ko jaane kon moonh ki baat..

Kiran kiran hasaata suraj palak palak khulti neende
Kiran kiran hasaata suraj palak palak khulti neende
Dheere dheere bikhar raha hain
Zarra zarra zarra zarra jaane kon
Moonh ki baat sune har koi dil ke dard ko jaane kon
Aawzon ke baazaron mein khamoshi pehchaane kon
Moonh ki baat sune har koi dil ke dard ko jaane kon
Dil ke dard ko jaane kon
Dil ke dard ko jaane kon.

The post Moonh Ki Baat appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles