Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Jiska Palla Bhari Dekhe

$
0
0

Jiska palla bhari dekhe chale usi ki chaal
Are kan khol ke sunlo bhaiya is duniya ka haal

Nirdhan ka na koi leta naam
Nirdhan ka na koi leta naam
Or paisa ho to ram ram
Kalyug hai isi ka naam
Ji ha re ha re ji ha re

Roz udaye dudh mali da nakara inka
Bate kar kar ke mar jaye
Bade bade gunwan
Maya ke ye lobhi sab hai
Paise ko bhagwan
Paise ko bhagwan
Are apna to aisi dunia ko
Apna to aisi dunia ko
Dur se hi ram ram
Nirdhan ka na koi leta naam
Nirdhan ka na koi leta naam
Or paisa ho to ram ram
Kalyug hai isi ka naam
Ji ha re ha re ji ha re

Matlab jispe aan pade le uske hatho hath
Sab uski parchai banke
Sath rahe din raat sath rahe din raat
Sath rahe din raat
Matlab nikle to phir bhaiya
Koi na puche baat koi na puche baat
Kagaz ke ye phul hai inme
Khusbu ka kya kaam
Nirdhan ka na koi leta naam
Nirdhan ka na koi leta naam
Or paisa ho to ram ram
Kalyug hai isi ka naam
Ji ha re ha re ji ha re.

The post Jiska Palla Bhari Dekhe appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles