Tadapti hain meri ashko mein
Teri yaad barso se
Kiya kararti hain dil ki
Dhadkane fariyaad barso seTammana ke diye dhundhla gaye hain
Ab to aa jaao ab to aa jaao
Meri ankho me aansu aa gaye hain
Ab to aa jaao ab to aa jaaoBahare saikado guzari tumahri
Rah tak tak ke rah tak tak ke
Hum is tanhai se ghabra gaye hain
Ab to aa jaao ab to aa jaaoMujhe dar hain ke seena fat na jaye
Aasmano ka aasmano ka
Meri lali labo tak aa gayi hain
Ab to aa jaao ab to aa jaao.
The post Tadpati Hai Meri appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.