Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Jai maa jai maa jai maa jai maa
Jai maa jai maa jai maa jai maaMaive paide ke ye chadave tumko na lalchaye
Bas gud aur chane hi mata man ko tumhare bhaye
Ho maiya man ko tumhare bhaye
Maive paide ke chadave tumko na lalchaye
Bas gud aur chane hi mata man ko tumhare bhaye
Ho maiya man ko tumhare bhaye
Itne mein hi bhar deti ho
Ha itne mein hi bhar deti ho sabke tum bhandar
Maa santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda parTumko koi kya dega maa tum ho dene wali
Raja dhani kuber tumhare dar pe sabhi sawali
O maiya dar pe sabhi sawali
Tumko koi kya dega ma tum ho dene wali
Raja dhani kuber tumhare dar pe sabhi sawali
O maiya dar pe sabhi sawali
Jag ki sirjhan har tumhi ho
Jag ki sirjhan har tumhi ho tu ho palan har
Maa santoshi karti ho tum
Uska beda par ho maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Jai maa jai maa jai maa jai maa
Jai maa jai maa jai maa jai maaVrat tumhara man ko sachi shakti deta mata
Ye vrat karke har ek parani darash tumhare pata
O maiya darash tumhare pata
Vrat tumhara man ko sachi shakti deta mata
Ye vrat karke har ek parani darash tumhare pata
O maiya darash tumhare pata
Vrat tumhara banta maiya,
Ha vrat tumhara banta sache jivan ka aadhar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda parYug yug ki sachai hai jo jaane ye jag sara
Vrat tumhara andhiyare me le aata ujiyara
O maiya le aata ujiyara
Yug yug ki sachai hai jo jane ye jag sara
Vrat tumhara andhiyare mein le aata ujiyara
O maiya le aata ujiyara
Karte hai parnam mata,Karte hai parnam mata tumko barambar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Ho maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah shukrawar
Maa santoshi karti ho tum uska beda par.
The post Vrat Tumhara Jo Kare appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.