Apna daaman dekh kar ghabhara gaye
Apna daaman dekh kar ghabhara gaye
Khoon ki chhinte kaha tak aa gaye
Apna daaman dekh karHar kadam par saath hai ruswaiya ruswaiya
Har kadam par saath hai ruswaiya ruswaiya
Hum toh apni aapse sharma gaye
Khoon ki chhinte kaha tak aa gaye
Apna daaman dekh karHum chale the unake aansu pochhane pochhane
Hum chale the unake aansu pochhane pochhane
Apni aankon mein bhi aansu aa gaye
Khoon ki chhinte kaha tak aa gaye
Apna daaman dekh karBhool hui apni itani si thi
Kaatil ko hum kaatil ko hum
Devta samajh ke dhoka gaye
Apna daaman dekh kar ghabhara gaye
Khoon ki chhinte kaha tak aa gaye
Apna daaman dekh kar.
The post Apna Daaman Dekh Kar appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.