Kisne chheda man ka taar
Kisne chheda man ka taar
Aaj sunayi deti hai kyu
Aaj sunayi deti hai kyu mithi si jhankar
Kisne chheda man ka taarChupke karta koi ishare
Kiske do naina matware
Dekh rahe mujhko chhip chhip kar
Bhara nazar me pyar
Kisne chheda man ka taarBaj chuki jab payal chham chham
Baj chuki jab payal chham chham
Man ne li angdayi
Us dam ghunghru ke rukh
Run jhun run jhun sur me
Jhum utha sansar
Kisne chheda man ka taar
Gunj rahe hai ab tak man me
Gunj rahe hai ab tak man me
Masti bhare rasile nagme
Pahuch gayi lo unka naam
Meri prem pukar
Kisne chheda man ka taar.
The post Kisne Chheda Man Ka Taar appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.