Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Yeh Mujhe Kya Hua

$
0
0

Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Mujh pe chhai hai khumaari
Kyun lage main hoon tumhari
Teri baate mulakaate
Karti hai mujh ko fanaa
Bin bole karti hai
Teri aankhein sab ye bayaan

Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Mujh pe chhai hai khumaari
Kyun lage main hoon tumhari
Teri baate mulakaate
Karti hai mujh ko fanaa
Bin bole karti hai
Teri aankhein sab ye bayaan
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa

Tere bina mera sajan kati na kyun ye raate
Dabi dabi kahin ko baaki hai dil mein baate
Fikra hoti hai kya meri yeh bataa
Teri baate sunke mar na jaaun kahin
Tere liya saari duniya hai meri
Bin bole karti hai sab ye bayaan
Yeh mujhe kya hua kya huaa tu bataa
Yeh mujhe kya hua kya huaa tu bataa

Bina kahein sunu tujhe hairaan hoon main kaise
Bina chhunein mehsoos ho
Harsoo teri hi saansein
Zikra karti ho kya mera har jagaah
Nahin kabhi chhodo mujhe yaad nahin
Jaane bhi do jaana koi baat nahin
Bin bole karti hai teri aankh sab ye bayaan
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa
Yeh mujhe kya hua kya hua tu bataa.

The post Yeh Mujhe Kya Hua appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles