Ek siwa tere main kya sochun?
Ab siwa tere main kya dekhun?
Tu mujhme itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada haiEk siwa tere main kya sochun?
Ab siwa tere main kya dekhun?
Tu mujhme itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada haiBekhudi ka tu sahaara ban gaya hai indino
Tu tasalli ka kinara ban gaya hai indino
Ab tujhe paake main kya chahun?
Bas tera hoke jiye jaaunTu meri subah ka taara hai
Khaali raaton ka gujara hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada haiMeri har ek saans teri saans se ab jud gayi
Behte bhete meri dhadkan teri tarfa mud gayi
Main tera saaya sada paun
Khud mein kuch harpal aa paun
Dil fida tujhpar humara hai
Teri khatir sab ganwara hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai.
The post Ek Siwa Tere appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.