Jab tera khat kabhi seene se lagaya maine

Dil pe ek dil ko dhadkta huaa paaya maine

Jab tera khat kabhiTu to nafrat bhi na kar paayega utani mujhse
Tu to nafrat bhi na kar paayega utani mujhse
Jitani siddat se tera pyaar nibhaya maine
Jitani siddat se tera pyaar nibhaya maine
Dil pe ek dil ko dhadkta huaa paaya maine
Jab tera khat kabhi seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhiJab kabhi ghum ke andhero ne pareshan kiya
Jab kabhi ghum ke andhero ne pareshan kiya
Teri yaadon ke charago ko jhalaya maine
Teri yaadon ke charago ko jhalaya maine
Dil pe ek dil ko dhadkta huaa paaya maine
Jab tera khat kabhi seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhiZindagi ghuzari isi khel mein aksar apni
Zindagi ghuzari isi khel mein aksar apni
Ruth ne waale ko har baar manaya maine
Ruth ne waale ko har baar manaya maine
Dil pe ek dil ko dhadkta huaa paaya maine
Jab tera khat kabhi seene se lagaya maine
Jab tera khat kabhi.
The post Jab Tera Khat Kabhi appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.