Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Taara Jala

$
0
0

In lamhoon keh peechay
Koi to hai lamha aisa bhi
Jo begana bhi hai apna bhi
Jahan tehray yeh lamha
Wahin seh to agay jana hai
Jisay soocha hai usko pana hai
Jaaon main
Jakey pal se agay jaaon
Jaaon main
Agay jakey usko paaon jaaon
Agay hi jaaon main

Taara taara jala
Jala kehkashan ki tarha
Teray wastay main
Taara taara jala
Jala kehkashan ki tarha

Jahan manzil hai meri
Kabhi to woh duniya dekhoonga
Mujhe kaisey hai jeena dekhoonga
Kabhi dekhoon ga jake
Chhuda keh main peecha kamon seh
Kabhi nikloonga subhoon shamon seh
Jaaon main
Jakey pal se agay jaaon
Jaaon main
Agay jakey usko paaon jaaon
Agay hi jaaon main

Taara taara jala
Jala kehkashan ki tarha
Teray wastay main
Taara taara jala
Jala kehkashan ki tarha

Teray saath nahin
Ghum ki tarha yeh
Ghum nahin
Teri muhabat kam nahinnn
Main tara tara jala
Jala kehkashan ki tarha
Teray wastay main
Taara taara jala
Jala kehkashan ki tarha

In lamhon keh peechay
Koi to lamha aisay bhi
Jo begana bhi hai
Apna bhi.

The post Taara Jala appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles