Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Roya Karenge Aap Bhi

$
0
0

Roya karenge aap bhi peharo isi tarah
Roya karenge aap bhi peharo isi tarah
Atka kare jo aapka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi

Na kaam hizra mein hain na aaram wasla mein hain
Na kaam hizra mein hain na aaram wasla mein hain
Kamabakht dil ko chain nahi hain kisi tarah
Kamabakht dil ko chain nahi hain kisi tarah
Roya karenge aap bhi

Mar chup kahin ki is game hizra se chhut jaaye
Mar chup kahin ki is game hizra se chhut jaaye
Kehate to hain aksar ki woh lekin buri tarah
Kehate to hain aksar ki woh lekin buri tarah
Roya karenge aap bhi

Na jaaye woh kade hain na bin jaaye chain hain
Na jaaye woh kade hain na bin jaaye chain hain
Kyaa kijiye humein to hain muskil sabhi tarah
Kyaa kijiye humein to hain muskil sabhi tarah
Roya karenge aap bhi

Bujha balag butane sitam gar ke hath se
Bujha balag butane sitam gar ke hath se
Kyaa sab jahan mein jee te hain momin isi tarah
Kyaa sab jahan mein jee te hain momin isi tarah
Roya karenge aap bhi peharo isi tarah
Atka kare jo aapka dil bhi meri tarah
Roya karenge aap bhi.

The post Roya Karenge Aap Bhi appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles