Lo phir yunhi ho giya saamna
Yun ho gayi who shurooh dastaan
Phir woh hua aashna
Tha jo mera aasra
Aur dyrah giya faslaNaina miley lab siley dil jala
Bus aur kuch na kaha na suna
Tha jo mera humnawa
Jo tha mera raazdaan
Be dakhl kyun kar giya
Be mehar yeh ranj ka dyrah
Jaaney kyun yeh be dhadak khich giyaLo phir yunhi ho giya saamna
Yun ho gayi who shurooh dastaan
Phir woh hua aashna
Tha jo mera aasra
Aur dyrah giya faslaBe mehar yeh ranj ka dyrah
Jaaney kyun yeh be dhadak khich giya
Be mehar yeh ranj ka dyrah
Jaaney kyun yeh be dhadak khich giya.
The post Dyrah appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.