Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Milna Tha Ittefaq

$
0
0

Milna tha ittefaq bichhadna naseeb tha
Milna tha ittefaq bichhadna naseeb tha
Woh itani door ho gaya
Woh itani door ho gaya jitana kareen tha
Milna tha ittefaq bichhadna naseeb tha

Main uske dekhane ko tarasti hi reh gayi
Main uske dekhane ko tarasti hi reh gayi
Main uske dekhane ko tarasti hi reh gayi
Jis sakhas ki hatheli par mera naseeb tha
Jis sakhas ki hatheli par mera naseeb tha
Woh itani door ho gaya jitana kareen tha
Milna tha ittefaq bichhadna naseeb tha

Dafna diya gaya mujhe chandi ki kabra mein
Dafna diya gaya mujhe chandi ki kabra mein
Dafna diya gaya mujhe chandi ki kabra mein
Main jisko chahati thi woh ladka gareeb tha
Main jisko chahati thi woh ladka gareeb tha
Woh itani door ho gaya jitana kareen tha
Milna tha ittefaq bichhadna naseeb tha

Basti ke sare log hi aatish parast the
Basti ke sare log hi aatish parast the
Basti ke sare log hi aatish parast the
Ghar mera jal raha tha samandar kareeb tha
Ghar mera jal raha tha samandar kareeb tha
Woh itani door ho gaya jitana kareen tha
Milna tha ittefaq bichhadna naseeb tha
Milna tha ittefaq bichhadna naseeb tha.

The post Milna Tha Ittefaq appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles