Yaaron ki dil ki baat
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karo
Jaa kar sharaab khane mein
Jaa kar sharaab khane mein daru peeya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karo
Jaa kar sharaab khane mein
Jaa kar sharaab khane mein daru peeya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karoKehate hain masti o mein ghuzarti hain chain se
Kehate hain masti o mein ghuzarti hain chain se
Kehate hain masti o mein
Kehate hain masti o mein ghuzarti hain chain se
Thoda sa hosh aaye to
Thoda sa hosh aaye to phir pee liya karo
Thoda sa hosh aaye to phir pee liya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karoYe bhi koi nasha hain ke raste mein ghir pado
Ye bhi koi nasha hain ke raste mein ghir pado
Ye bhi koi nasha hain ke raste mein ghir pado
Ghar tak to hosh mein raho
Ghar tak to hosh mein raho kitani peeya karo
Ghar tak to hosh mein raho kitani peeya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karoDekho haseen jaam ko lag jaayena nazar
Dekho haseen jaam ko lag jaayena nazar
Dekho haseen jaam ko
Dekho haseen jaam ko lag jaayena nazar
Duniya badi kharab hain
Duniya badi kharab hain chhup kar peeya karo
Duniya badi kharab hain chhup kar peeya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karoJab chaar din hi jeena hain duniya mein e naseem
Jab chaar din hi jeena hain duniya mein e naseem
Jab chaar din hi jeena hain
Jab chaar din hi jeena hain duniya mein e naseem
Haste huye jeeya karo
Haste huye jeeya karo haskar peeya karo
Haste huye jeeya karo haskar peeya karo
Jaa kar sharaab khane mein
Jaa kar sharaab khane mein daru peeya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karo
Yaaron ki dil ki baat kabhi sun liya karo.
The post Yaaron Ki Dil Ki Baat appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.