Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all 5023 articles
Browse latest View live

Mausam Aaya Pyar

$
0
0

Mausam aaya pyar ka
Raahon mein leke taare
Kitne phool chune hein yahan
Humne milke saare
Ho ho mausam aaya pyar ka
Raahon mein leke taare
Kitne phool chune hein yahan
Humne milke saare
Ho ho mausam aaya pyar ka

Raahon mein bekhudi hai
Kitni haseen zindagi hai
Raahon mein bekhudi hai
Kitni haseen zindagi hai
Tanha kaise kaatenge
Hum raste yeh saare
Mausam aaya pyar ka haan
Raahon mein leke taare
Kitne phool chune hein yahan
Humne milke saare
Ho ho mausam aaya pyar ka

Choti si aarzoo hai
Poori na ho to kya hai
Choti si aarzoo hai
Poori na ho to kya hai
Aage chalte jaaenge
Hanstey hanste pyare
Mausam aaya pyar ka
Raahon mein leke taare
Kitne phool chune hein yahan
Humney milke saare
Ho ho mausam aaya pyar ka
Raahon mein leke taare
Kitne phool chune hein yahan
Humne milke saare
Ho ho mausam aaya pyar ka
Mausam pyar ka
Mausam pyar ka
Mausam pyar ka.

The post Mausam Aaya Pyar appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Jaanan

$
0
0

Jaanan abhi nahin tu jaana
Sun le yeh dil ka tarana
Jaanan abhi nahin tu jaana
Sun le yeh dil ka tarana
Jaanan

Baagon ke phool
Ulfat ke khwaab
Tere liye
Hai sab sajaa
Ambar yeh baadal
Behta yeh saawan
Kehta hai kya
Sun le tu aaj
Raahon mein maine
Tujhko pukaara
Jaanan abhi nahin tu jaana
Sun le yeh dil ka tarana
Jaanan

Anjaana bandhan
Hai yeh humara
Lagta hai phir bhi
Kyun kitna pyaara
Deewanapan hai
Yeh kitna sachcha
Tuney bhi jaana
Keh de tu aaj
Raaton ki neend
Maine gawayee
Jaanan abhi nahin tu jaana
Sunn le ye dil ka tarana
Jaanan.

The post Jaanan appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Masti Bhara Yeh Sama

$
0
0

Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama

Sapnon mein tum, aankhon mein tum
Aye jaan-e-jaan yeh kaisi hai dhunn
Sapnon mein tum, aankhon mein tum
Aye jaan-e-jaan yeh kaisi hai dhunn
Aa jao ab to dhal na jaaye
Masti ka thehra hua yeh sama
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama

Yaadon ke saath, waadon ke saath
Hum tou chalein tere saath saath
Yaadon ke saath, waadon ke saath
Hum tou chalein tere saath saath
Ab tub hi aa dil ko lubha
Kitna karein hum intezaar
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab tou aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama

Kitna haseen mausam hai yeh
Kitney haseen raste hain yeh
Kitna haseen mausam hai yeh
Kitney haseen raste hain yeh
Aa jao tum eik baar
Hum bhi kahein dil ki baat
Masti bhara yeh samaa
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab tou aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama.

The post Masti Bhara Yeh Sama appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Chaman Se Kaun Chala

$
0
0

Chaman se kaun chala
Kaun chala..kaun chala..
Chaman se kaun chala
Ye khamoshiyan lekar

Chaman se kaun chala
Ye khamoshiyan lekar
Kali kali kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar

Tamasha dekh rahe the
Jo dubane ka mere
Tamasha dekh rahe the
Jo dubane ka mere
Jo dubane ka mere
Tamasha dekh rahe the
Jo dubane ka mere
Meri talaash mein
Nikale hain kashtiya lekar
Meri talaash mein
Nikale hain kashtiya lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar

Kafan na mera hatao
Kafan..kafan na mera hatao
Zamana dekhana le
Kafan na mera hatao
Zamana dekhana le
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Main so gaya hoon
Tumhari nishaniyan lekar
Main so gaya hoon
Tumhari nishaniyan lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar

Jo raat din, jo raat din…
Jo raat din jo raat din
Mere marne ki kar rahe the duaan
Jo raat din mere marne ki
Kar rahe the duaan
Woh ro rahe hain
Woh ro rahe hain
Woh ro rahe hain
Jo raat din mere marne ki
Kar rahe the duaan
Woh ro rahe hain
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Jo raat din mere marne ki
Kar rahe the duaan
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Woh ro rahe hain
Zanaze pe hichakiyan lekar
Kali kali tadap uthi hain
Sisakiyan lekar.

The post Chaman Se Kaun Chala appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Meri Taqdeer Mein Jalna Hai

$
0
0

Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
Tera wada tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga

Soj bhar do bhar do bhar do
Soj bhar do mere seene mein
Ghume ulfat ka
Soj bhar do bhar do bhar do
Soj bhar do bhar do bhar do
Soj bhar do mere seene mein
Ghume ulfat ka
Main koi main koi mom nahi hoon
Jo pigal jaaunga
Main koi mom nahi hoon
Jo pigal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga

Dard kehta hain ke ghabhrake
Sabe furkat mein
Dard kehta hain ke
Dard kehta hain ke ghabhrake
Sabe furkat mein
Aah bankar tere pehalu se
Nikal jaaunga
Aah bankar tere pehalu se
Nikal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga

Mujhko samjao na sahil
Mujhko samjao na sahil
Mujhko samjao na sahil
Mujhko samjao na sahil
Main ek din khud hi
Mujhko samjao na sahil
Main ek din khud hi
Thokare khake mohabbat mein
Sambhal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
To jal jaaunga.

The post Meri Taqdeer Mein Jalna Hai appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Ruk Jao Subah Tak

$
0
0

Ruk jao..ruk jao..
Ruk jao..ruk jao..
Ruk jao subah tak
Ruk jao subah tak
Na hoye raat aakhari
Ruk jao subah tak
Na hoye raat aakhari
Shyad hoon zindagi ke
Ye lamhaat aakhari
Shyad hoon zindagi ke
Ye lamhaat aakhari

Aa paaye aur marize
Mohabbat ke lab khule
Aa paaye aur marize
Mohabbat ke lab khule
Shayad ye keh raha hain
Koi baat aakhari
Shayad ye keh raha hain
Koi baat aakhari

Pehale to dil diya thaa
Pehale to dil diya thaa
Ab de raha hoon jaan
Ab de raha hoon jaan
De raha hoon jaan
De raha hoon jaan
De raha hoon jaan
De raha hoon jaan
Pehale to dil diya thaa
Ab de raha hoon jaan
Kije kubul ye
Meri saugaat aakhari
Kije kubul ye
Meri saugaat aakhari
Shyad hoon zindagi ke
Ye lamhaat aakhari

Lilah tu bhi
Lilah tu bhi mere zanaze ke saath chal
Saath chal..saath chal..
Saath chal..saath chal..
Lilah tu bhi mere zanaze ke saath chal
Hoga hoga mera safar ye tere sath aakhari
Hoga mera safar ye tere sath aakhari
Shyad hoon zindagi ke
Ye lamhaat aakhari
Ruk jao..ruk jao..
Ruk jao..ruk jao..
Ruk jao subah tak
Na hoye raat aakhari.

The post Ruk Jao Subah Tak appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Kahin Na Kahin

$
0
0

Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi…

Dheemi dheemi baarish mein
Mausam bheega bheega rahe
Dheemi dheemi baarish mein
Mausam bheega bheega rahe
Beiganey se rastey mein
Chand bhi masti mein rahe
Chand bhi masti mein rahe
Chand bhi masti mein rahe
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi…

Baadalon ke saaye mein
Chehra tera khila rahe
Baadalon ke saaye mein
Chehra tera khila rahe
Sur taalon ke jadu mein,
Tera mera saath rahe
Tera mera saath rahe
Tera mera saath rahe
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Jahan pyaar ki barkha ho
Aur premi ki puja ho
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi
Kahin na kahin iss duniya mein
Aisi to jagah hogi…

The post Kahin Na Kahin appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Yaad Mein Teri Jahan Ko

$
0
0

Yaad mein teri jahan ko
Bhulta jata hoon main
Yaad mein teri jahan ko
Bhulta jata hoon main
Yaad mein teri jahan ko
Bhulta jata hoon main
Bhulne wale kabhi tujhko
Bhi yaad aata hoon main
Bhulne wale kabhi tujhko
Bhi yaad aata hoon main
Yaad mein teri..

Ko wafa nashana
Kabhi to suroor tera gila
Ko wafa nashana
Kabhi to suroor tera gila
Bewafa kehate hain tujhko
Aur sharmata hoon main
Bewafa kehate hain tujhko
Aur sharmata hoon main
Bewafa kehate hain tujhko
Aur sharmata hoon main
Yaad mein teri..

Ek dhundhala sa tasvoor
Ek dhundhala sa tasvoor
Hain ek dil bhi thaa yahan
Ek dhundhala sa tasvoor
Hain ek dil bhi thaa yahan
Ab to seene mein fakat ek
Tis si paata hoon main
Ab to seene mein fakat ek
Tis si paata hoon main
Yaad mein teri..

Hasla meri sheher hain
Fakat fariyaad sab
Hasla meri sheher hain
Fakat fariyaad sab
Ab na ghum dil ki jubaan mein
Dil ko samjata hoon main
Ab na ghum dil ki jubaan mein
Dil ko samjata hoon main
Yaad mein teri jahan ko
Bhulta jata hoon main
Bhulne wale kabhi tujhko
Bhi yaad aata hoon main
Yaad mein teri..

The post Yaad Mein Teri Jahan Ko appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


O Yaara

$
0
0

Tu meri jaan hai, mera imaan hai
Ik teri dosti meri pehchaan hai
O yaara o yaara o yaara o yaara
Tu meri jaan hai, mera imaan hai
Ik teri dosti meri pehchaan hai
O yaara o yaara o yaara ho…
Hum jub saath chalein
Faaslay kuch na rahein
Dil mein himmat ho jawaan,
Manzilen paas milein
Raah na badleinge hum
Challenge saath hi hum
Aagey job hi ho yaar
O yaara o yaara
Tu meri jaan hai, mera imaan hai
Ik teri dosti meri pehchaan hai
O yaara o yaara o yaara ho…

Haath se haath mile
Dil dushman ke jale
Kuwattein apni jawaan
Honsle apne bade
Hum jo ek rahein
Iraade naik rahein
Kaamiyaabi hai yaar
O yaara o yaara o yaara o yaara
Tu meri jaan hai, mera imaan hai
Ek teri dosti meri pehchaan hai
O yaara o yaara o yaara ho…

Sach ko aanch jale
Hum dekhein na sahein
Zulm ka naam-o-nishaan
Hum rehne na dein
Khayi hai humne kasam
Mitake rakh deinge hum
Zulm ka naqshpa
O yaara o yaara o yaara
Tu meri jaan hai, mera imaan hai
Ik teri dosti meri pehchaan hai
O yaara o yaara o yaara o yaara
O yaara o yaara o yaara o yaara
O yaara o yaara o yaara o yaara…

The post O Yaara appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Zindagi Dukhon Ke Sath

$
0
0

Zindagi dukhon ke sath hai
Zindagi ghumon ki barsaat hai
Zindagi dukhon ke sath hai
Zindagi ghumon ki barsaat hai
Ho kya hua jo tu nahin
Ho kya hua jo hum hai saath
Hona tha jo, woh zindagi ke sath hai
Hona tha jo, woh zindagi ke sath hai
Zindagi dukhon ke sath hai
Zindagi ghumon ki barsaat hai

Ho kehti thi woh bewafaa
Ho marna jeena to sath hai
Jeena hai so woh zindagi ke sath hai
Jeena hai so woh zindagi ke sath hai
Zindagi dukhon ke sath hai
Zindagi ghumon ki barsaat hai
Ho bhool jaunga main
Ho job hi tha sapna tha
Aansoo jo hain, wo zindagi ke sath hain
Aansoo jo hain, wo zindagi ke sath hain
Zindagi dukhon ke sath hai
Zindagi ghumon ki barsaat hai.

The post Zindagi Dukhon Ke Sath appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Sans Lena Bhi Saza Lagta Hai

$
0
0

Sans lena bhi saza lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai
Ab to marna bhi rawa lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai
Ab to marna bhi rawa lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai

Itana mayus hoon sannate se
Itana mayus hoon itana mayus hoon
Itana mayus hoon
Itana mayus hoon sannate se
Sannate se..
Itana mayus hoon sannate se
Koi bole to bura lagta hai
Koi bole to bura lagta hai
Ab to marna bhi rawa lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai

Sare bazaar hai
Sare bazaar hai yaaro ki talaash
Sare bazaar hai sare bazaar hai
Sare bazaar hai sare bazaar hai
Sare bazaar hai yaaro ki talaash
Jo bhil milta hai khaffa lagta hai
Jo bhil milta hai khaffa lagta hai
Ab to marna bhi rawa lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai

Mushkurata ho jo iss aalam mein
Mushkurata ho mushkurata ho
Mushkurata ho mushkurata ho
Mushkurata ho jo iss aalam mein
Bakhuda mujhko khuda lagta hai
Bakhuda mujhko khuda lagta hai
Ab to marna bhi rawa lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai.

The post Sans Lena Bhi Saza Lagta Hai appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Is Tarah Soyi Hain Aankhen

$
0
0

Is tarah soyi hain aankhen
Is tarah soyi hain aankhen
Jaagate sapno ke saath
Is tarah soyi hain aankhen
Jaagate sapno ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen
Jaagate sapno ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen

Raat bhar hota raha hain
Uske aane ka ghumaan
Raat bhar hota raha hain
Raat bhar raat bhar
Raat bhar hota raha hain
Uske aane ka ghumaan
Aise takrati rahi
Thandi hawa pardo ke sath
Aise takrati rahi
Thandi hawa pardo ke sath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen

Ek lamhe ka talluk
Umra bhar ka rog hain
Ek lamhe..ek lamhe..
Ek lamhe ka talluk
Umra bhar ka rog hain
Dodate phirate rahoge
Bhagate lamho ke saath
Dodate phirate rahoge
Bhagate lamho ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen

Ek sannata hain phir bhi
Har taraf ek shor hain
Ek sannata hain..ek sannata..
Ek sannata hain phir bhi
Har taraf ek shor hain
Ek sannata hain phir bhi
Har taraf ek shor hain
Kitane chehate aankh mein
Faile hain aawazo ke saath
Kitane chehate aankh mein
Faile hain aawazo ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen.

The post Is Tarah Soyi Hain Aankhen appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Mere Aansoo Mere Hi Dilke

$
0
0

Mere aansoo mere hi dilke
Armanon ko le doobe
Mere aansoo mere hi dilke
Armanon ko le doobe
Mere aansoo mere hi dilke
Armanon ko le doobe
Ye woh do chaar katre the
Ye woh do chaar katre the
Jo toofano ko le dube le dube
Mere aansoo mere hi dilke
Armanon ko le doobe

Dil e barbaad rone ki hi
Hasrat hain to itana ro to itana ro
Dil e barbaad rone ki hi
Hasrat hain to itana ro to itana ro
Jo sheharo ko deeya walo ko
Viraano ko le dube
Jo sheharo ko deeya walo ko
Viraano ko le dube
Ye woh do chaar katre the
Jo toofano ko le dube le dube
Mere aansoo mere hi dilke
Armanon ko le doobe

Hazaro baar deewano ne
Dil ka dubana dekha dekha
Hazaro baar deewano ne
Dil ka dubana dekha dekha
Maza aajae ab ke dil jo
Deewano ko le dube
Maza aajae ab ke dil jo
Deewano ko le dube
Ye woh do chaar katre the
Jo toofano ko le dube le dube
Mere aansoo mere hi dilke
Armanon ko le doobe

Kasam un mast aankhon ki
Kasam un mast aankhon ki
Aankhon ki mast aankhon ki
Kasam un mast aankhon ki
Main woh labrez saagar hoon
Main saagar hoon
Jo masti mein chhalak jaaye to
Maikhano ko le dube
Jo masti mein chhalak jaaye to
Maikhano ko le dube
Ye woh do chaar katre the
Jo toofano ko le dube le dube
Mere aansoo mere hi dilke
Armanon ko le doobe.

The post Mere Aansoo Mere Hi Dilke appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Taj Mahal Mein Aa Jana

$
0
0

Jab aanchal raat ka lehraye
Aur saara aalam so jaaye
Tum mujhse milane samma jalakar
Taj mahal mein aa jana
Jab aanchal raat ka lehraye
Aur saara aalam so jaaye
Tum mujhse milane samma jalakar
Taj mahal mein aa jana

Jab aanchal raat ka lehraye
Aur saara aalam so jaaye
Tum mujhse milane samma jalakar
Taj mahal mein aa jana
Jab aanchal raat ka lehraye

Ye taj mahal jo chahat ki
Aankhon ka sunhera moti hai
Ye taj mahal jo chahat ki
Aankhon ka sunhera moti hai
Har raat jahan do rooho kii
Khamoshi jinda hoti hai
Har raat jahan do rooho kii
Khamoshi jinda hoti hai
Iss taj ke saye mein aakar tum
Geet wafa ka dohrana
Tum mujhse milane samma jalakar
Taj mahal mein aa jana
Jab aanchal raat ka lehraye

Tanhaai hain jaagi jaagi si
Mahol hain soya soya huaa
Tanhaai hain jaagi jaagi si
Mahol hain soya soya huaa
Jaise ke tumhare khawabon mein
Khud taj mahal ho khoya huaa
Jaise ke tumhare khawabon mein
Khud taj mahal ho khoya huaa
Woh taj mahal ka khwaab tum
Ye raaz maine pehchana
Tum mujhse milane samma jalakar
Taj mahal mein aa jana
Jab aanchal raat ka lehraye

Jo moat mohabbat mein aaye
Woh jaan se badh kar pyaari hain
Jo moat mohabbat mein aaye
Woh jaan se badh kar pyaari hain
Do pyaar bhare dil roshan hain
Woh raat badi andhiyari hain
Do pyaar bhare dil roshan hain
Woh raat badi andhiyari hain
Tum raat ke iss andhiyare mein
Bas ek jhalak dikhla jaana
Tum mujhse milane samma jalakar
Taj mahal mein aa jana
Jab aanchal raat ka lehraye
Taj mahal mein aa jana
Taj mahal mein aa jana
Taj mahal mein aa jana.

The post Taj Mahal Mein Aa Jana appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Din Pareshan Hai

$
0
0

Din pareshan hai raat bhaari hai
Din pareshan hai raat bhaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyari hai
Din pareshan hai raat bhaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyari hai
Din pareshan hai raat bhaari hai

Dil ki dhadkan ka aitbaar nahi
Dil ki dhadkan ka aitbaar nahi
Dil ki dhadkan ka aitbaar nahi
Dil ki dhadkan ka aitbaar nahi
Warna aawaz to tumhari
Warna aawaz to tumhari
Din pareshan hai raat bhaari hai

Unke husn e sitam ka kya kehana
Unke husn e sitam ka kya kehana
Unke husn e sitam ka kya kehana
Log samaje khata hamari hai
Log samaje khata hamari hai
Din pareshan hai raat bhaari hai

Apne lab hi nahi seeye humne
Apne lab hi nahi seeye humne
Apne lab hi nahi seeye humne
Aap ki zulf bhi sawaari hai
Aap ki zulf bhi sawaari hai
Din pareshan hai raat bhaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyari hai
Din pareshan hai raat bhaari hai.

The post Din Pareshan Hai appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Dosti Ki Mehak

$
0
0

Hansi khanakti hui
Haan bujhi bujhi khushiyan
Hai dosti ki mehek se
Rachi hui ghadiyan
Mazaa anokha sa hai
Aate jaate lamhon mein
Kitaabein god mein faileen
Ho khoye khayaalon mein
Rafaakaton mein mazaa na
Jo humne paaya hai
Na dil pe bojh hai koi
Na ghum ka saya hai

Hume yeh ghun hai ke khushboo ko
Hum to dekheinge
Yakeen hai ke sitaaron ko
Badh ke choo leinge
Khula ye raaz bicharna
Bhi tha baharon ko
Kisi ke haath nahin
Chhoo sake sitaaron ko
Kabhi dareechon mein shammein
Jo hum jalate hein
Tou geet lehej-e-khayaalon
Mein gungunate hain.

The post Dosti Ki Mehak appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Yeh Sama Kaisa

$
0
0

Yeh sama kaisa pyara hai
Raahon mein koi aaya hai
Aise mein mujhe yuhn kyun
Aisa lagta hai
Jaise ke wohi hai jo mere liye hai
Yeh sama kaisa pyara hai
Raahon mein koi aaya hai
Aise mein mujhe yuhn kyun
Aisa lagta hai
Jaise ke wohi hai jo mere liye hai

Uski nazron mein kya jaadu sa hai
Jo mere mann ko bha sa gaya hai
Uski nazron mein kya jaadu sa hai
Jo mere mann ko bha sa gaya hai
Yeh sama kaisa pyara hai
Raahon mein koi aaya hai
Aise mein mujhe yuhn kyun
Aisa lagta hai
Jaise ke wohi hai jo mere liye hai

Uske honton ki kya garmi si hai
Jo mere tann ko choo si gayee hai
Uske honton ki kya garmi si hai
Jo mere tann ko choo si gayee hai
Yeh sama kaisa pyara hai
Raahon mein koi aaya hai
Aise mein mujhe yuhn kyun
Aisa lagta hai
Jaise ke wohi hai jo mere liye hai
Yeh sama kaisa pyara hai
Raahon mein koi aaya hai.

The post Yeh Sama Kaisa appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

I Love You

$
0
0

Aye adkhilee badi manchalee
Sunn shokh haseena naazon ki palee
I love you i love you
I love you i love you

Aankhon mein sitaaron si chamak
Honton pe gulaab ki mehek
Aankhon mein sitaaron si chamak
Honton pe gulaab ki mehek
Tu hai sang-e-marmar se banee
I love you i love you
I love you i love you

Baalon mein sunehree si dhanak
Gaalon pe sholon ki hai dehek
Baalon mein sunehree si dhanak
Gaalon pe sholon ki hai dehek
Teri chaal hai hirnee se haseen
I love you i love you
I love you i love you

Aye adkhilee badi mannchalee
Sunn shokh haseena naazon ki palee
I love you i love you
I love you i love you
I love you i love you
I love you i love you
I love you i love you
I love you i love you.

The post I Love You appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Chahat (Title)

$
0
0

Chahat teri mujhe chahiye
Pal do pal ke waste
Jeeta hoon tere pyar se
Khushiyon ke waste
Chahat teri mujhe chahiye
Pal do pal ke waste
Jeeta hoon tere pyar se
Khushiyon ke waste

Kaisa nazron ka jaadu kiya hai
Phool shabnam tujhi pe fida
Aasman pe hain chayee ghataein
Dil ne di hai tujhi ko sadaa
Kaisa nazron ka jaadu kiya hai
Phool shabnam tujhi pe fida
Aasman pe hai chayee ghataein
Dil ne di hai tujhi ko sadaa

Pyar ke phool sehraon main bhi
Khil uthe hain hansee hain fiza
Dheere dheere magan aao dolein
Dil ki baatein kaheingi zubaan…
Chahat teri mujhe chahiye
Pal do pal ke waste
Jeeta hoon tere pyar se
Khushiyon ke waste

Chahat teri mujhe chahiye
Pal do pal ke waste
Jeeta hoon tere pyar se
Khushiyon ke waste
Jeeta hoon tere pyar se
Khushiyon ke waste
Jeeta hoon tere pyar se
Khushiyon ke waste
Jeeta hoon tere pyar se
Khushiyon ke waste.

The post Chahat (Title) appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Shaam

$
0
0

Shaam dhal rahi hai
Tum yaad aa rahe ho
Shaam dhal rahi hai
Aasmaan bhi rota hai
Mera ghum sunn ne ke baad
Aasmaan bhi rota hai
Mera ghum sunn ne ke baad
Shaam dhal rahi hai
Tum yaad aa rahe ho
Shaam dhal rahi hai

Muskurate phoolon par
Larza shubnam dekh kar
Muskurate phoolon par
Larza shubnam dekh kar
Shaam dhal rahi hai
Tum yaad aa rahe ho
Shaam dhal rahi hai

Aainaa kaamosh hai
Bujh gaye ghar ke charaag
Aainaa kaamosh hai
Bujh gaye ghar ke charaag
Shaam dhal rahi hai
Tum yaad aa rahe ho
Shaam dhal rahi hai
Tum yaad aa rahe ho
Shaam dhal rahi hai

Shaam dhal rahi hai
Tum yaad aa rahe ho
Shaam dhal rahi hai
Tum yaad aa rahe ho.

The post Shaam appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Viewing all 5023 articles
Browse latest View live




Latest Images