Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Yeh Baat Kya Hain

$
0
0

Hum kisi se na kahenge
Chup chup se rahenge
Hum kisi se na kahenge
Chup chup se rahenge
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Nichi nichi yeh nigahen
Thandi thandi aahe
Chori chori tumhari mulaqaat kya hain
Chori chori tumhari mulaqaat kya hain
Hum kisi se na kahenge
Chup chup se rahenge
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain

Abhi abhi to inhe saath liye baithe the
Haath mein haath mein
koi baat liye baithe the
Dekha hame to chehre
Ki rangat badal gayi
Dekha hame to chehre
Ki rangat badal gayi
Arman ke jale pe chhuri kaise chal gayi
Arman ke jale pe chhuri kaise chal gayi
Tum kahe ghabraye yeh samjh mein na aaye
Hum kisi se na kahenge
Chup chup se rahenge
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain

Yeh husn or yeh andaz haaye kya kehna
Gazab hain aapka is
Bhole pan se chup rahna
Is sadgi pe aapki kurbaan jaaiye
Is sadgi pe aapki kurbaan jaaiye
Ruthe hain kis khata
Pe zara man jayiye
Ruthe hain kis khata
Pe zara man jayiye
Kya hai raz wo haye
Jo ho dil me chupaye
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Hum kisi se na kahenge
Chup chup se rahenge
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain

Kaha chale ho inhe bhi
To saath le jaao
Khata hamari hain
Inko magar na satao
Lo hum tumhari rah
Mein aate nahi abhi
Lo hum tumhari rah
Mein aate nahi abhi
Lekin hame bhi yaad
To karna kabhi kabhi
Lekin hame bhi yaad
To karna kabhi kabhi
Aji jate ho to jaao
Hame gale se lagao
Hame itana bata do
Yeh baat kya hain
Hame itana bata do
Yeh baat kya hain
Hum kisi se na kahenge
Chup chup se rahenge
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain
Zara hamko bata do
Yeh baat kya hain.

The post Yeh Baat Kya Hain appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles