Quantcast
Channel: LyricsBogie
Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Woh Bhi Hain Ghatayen Bhi

$
0
0

Woh bhi hain ghatayen bhi
Woh bhi hain ghatayen bhi
Mausam bhi hai mastana
Woh bhi hain ghatayen bhi
Mausam bhi hai mastana
Ab kisika kahan maanu
Ab kisika kahan maanu
Yaaron zara samjaa na
Woh bhi hain ghatayen bhi
Mausam bhi hai mastana

Ik jaam se peete hain
Hum saare dharam wale
Ik jaam se peete hain
Hum saare dharam wale
Duniya se anokha hain
Duniya se anokha hain
Hum rindon ka yaarana
Duniya se anokha hain
Hum rindon ka yaarana
Ab kisika kahan maanu
Ab kisika kahan maanu
Yaaron zara samjaa na
Woh bhi hain ghatayen bhi
Mausam bhi hai mastana

Dil kyun na karun sadke
Uss shokh ke kadmon pe
Dil kyun na karun sadke
Uss shokh ke kadmon pe
Har ek adaa kaatil
Har ek adaa kaatil
Andaaz masihana
Har ek adaa kaatil
Andaaz masihana
Ab kisika kahan maanu
Ab kisika kahan maanu
Yaaron zara samjaa na
Woh bhi hain ghatayen bhi
Mausam bhi hai mastana

Jee kholke pee ashgar
Mehfil mein haseeno ki
Jee kholke pee ashgar
Mehfil mein haseeno ki
Hain shart magar itani
Hain shart magar itani
Peekar na behek jaana
Hain shart magar itani
Peekar na behek jaana
Ab kisika kahan maanu
Ab kisika kahan maanu
Yaaron zara samjaa na
Woh bhi hain ghatayen bhi
Mausam bhi hai mastana.

The post Woh Bhi Hain Ghatayen Bhi appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.


Viewing all articles
Browse latest Browse all 5023

Trending Articles